Rahgir 1968-hindi-1913
baabu ghabraate hain – 2 chori chori aankhon se – 2 tir chalaate hai bibi sach kehati ho – 2 chonch toh hai baahar aur ande mein rehati ho bibi sach kehati ho chhaila mere rangile dikhane mein bhole se chakhane mein jahirile dikhane mein gudiya ho bholi bhaali samajhe the mirachi ki pudiya ho chale the gulaab lene dekho phulwaadi se – 2 kaanto se ulajh baithe baabu yeh anaadi se pada nahi paala abhi aap ka khilaadi se tinake nikaalo bibi choro ke daadhi se choron se rishta hai choron se ulajho ja ke banda farishta hai mm hmmm farishtein aap se hote hai aaj hi jaana – 2 jamin pe kaise huwa kahiye aap ka aana khuda ne aapko apana salaam bheja hai mijaaj puchhane aa ha mijaaj puchhane woh yeh gulaam bheja hai suna hai aap ke se chanda maama hai khuda ke paas wahaan aap ka nishaama hai kamaal karate hai har baat puchh let hai jiraadari ko -2 badi juldi sungh lete hai yeh ghun chapaanj ke kya haanji saaf karate hai hum aap so ki tabiyat saaf karate hai ja tumhaare jaise bade majanu maare phirate hain ki laila laila gali mein pukaare phirate hain
tumhi ko laila banaaya hai toh jawaab nahi kahin khuda ki tabiyat bhi toh kharaab nahi bater jaisi do aankhein lagaake bhej diya ya sidha kabrr se waapas uthaake bhej diya jahaan mein aap jaisi aur koyi cheej nahi tameej sikho agar baat ki tameej nahi – 4