1. Raat ki hatheli par
jee khade khade kya dekh rahe hain aap kamal hai us chand ko toh ghanto dekhta raha usne ek bar bhi nahi toka toh chaand ko hi dekhiye naa hmm magar woh saans nahin leta3. Mere humsafar mere humsafar
mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa – 2 hamein saath chalana hai umrr bhar mere paas aa mere paas aa – 2 mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa…4. Panchhi nadiya pawan ke jhonke
uparwaale ne apne mohabbat ke sadke mein hum sab ke liye yeh dharati banaayi thi par mohabbat ke dushmano ne isapar lakeere khichkar sarhade bana di main jaanata hoon woh log tumhe iss paar nahi aane denge magar yeh pawan jo tumhaare yaha se hokar aayi hai tumhe chhukar aayi hogi main ise saans banaakar apne sine mein bhar lunga yeh nadiya jispar jhukkar tum paani kiya karte ho main isake paani se apne pyaase honto ko bhigon lungi samjhungi tumhaare honton ko chhu liya