Samrat And Co

Samrat And Co

hindi - 1913

1. O humnavaa

waise toh jahaan mein dagaa dar dar pe hai par mujhe mila woh dost hai jiski nigaah nirdosh hai farishton jaisi soch hai nahi woh bewafaa woh hai bhala woh hai bhala woh hai bhala hardum woh bhalaa

2. Samrat and co

success ka address jaante ho mushkil naam ki road pe uljhan naam ke mod se chunauti ki gali mein get ready for the dilchasp breas a right

3. Sawaalon mein

sawalon mein ye kaisi zindagi gumaan hai gumaan nazar yeh kisko dhoondti dhuaan hai dhuaan hai kayi sargoshiyaan kyun jalti hai tanhaaiyaan sawalon mein ye kaisi zindagi gumaan hai gumaan nazar yeh kisko dhoondti dhuaan hai dhuaan

4. Kis tarah se shukra tera ada karu main

kis tarah se shukar teraa ab ada karu main iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main khaamosh reh kar bhi keh gaye dariyaa sa dil tak beh gaye tumm par ho raha hai pura aitbaar tum hi ho hifaazat meri suno ye kaha hai rooh ne kis tarah se shukra teraa ab ada karu main