Music Directors

sawalon mein ye kaisi zindagi gumaan hai gumaan nazar yeh kisko dhoondti dhuaan hai dhuaan hai kayi sargoshiyaan kyun jalti hai tanhaaiyaan sawalon mein ye kaisi zindagi gumaan hai gumaan nazar yeh kisko dhoondti dhuaan hai dhuaan

uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai jisski na ho manzil ek aisa raasta hai -2 hai kayi sargoshiyaan kyun jalti hai tanhaaiyaan sawaalon mein ye kaisi zindagi gumaan hai gumaan nazar yeh kisko dhoondti dhuaan hai dhuaan

kyun har nazar mein ik ajab si tishnagi hai har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai kyun har nazar mein ik ajab si tishnagi hai har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai hai kayi sargoshiyaan kyun jalti hai tanhaaiyaan sawaalon mein ye kaisi zindagi gumaan hai gumaan nazar yeh kisko dhoondti dhuaan hai dhuaan