1. Dil kya chaahe main kya chaahu
dil kya chaahe main kya chaahu sab jaan ke bhi anjaan ho kyun – 2 chhodo bhi jaane do jaane do na mujhe nind aati hai meri jaan jaati hai yeh sab hai kya yeh sab hai kyun sab jaan ke bhi anjaan ho kyun – 2 paas aao aao na jaao na yuun meri jaan jaati hai mujhe nind aati hai dil kya chaahe main kya chaahu sab jaan ke bhi anjaan ho kyun2. Yashoda ka nandlala
zu zu zu zu zu… yashoda ka nandlala brij ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaye – 23. Aankh micholi aise mujhase khele
shaanan main hoon raavan naam mera jaan le sur asur narmuni dare mujhase mujhe pehchaan le dhigati gant anant meri shakti se kaanpe yahaan aaj tino lok par bas hukm mera hi chale4. Chham se tu aaye
ho ho ho ho… chham se tu aaye -2 jhaanjhar bajaaye nakhare dikhaaye takraaye haan takraaye akhiya mile toh akhiya churaake sharmaaye aa ha sharmaaye badhake kabhi jo baiyaan pakad lu ghabraaye aa raama duhaayi ho o o o o… raama duhaayi o raama duhaayi main tang aayi pichhe mere tu kyun aaye haan kyun aaye kahaan kahaan kya chakkar chalaake uljhaaye uljhaaye dekho tujhe toh dil mera dhak se reh jaaye dhak dhak dhak dhak dhak……