Sanjog 1985-hindi-1913
Lyricists:
Anjaan
ho ho ho ho… chham se tu aaye -2 jhaanjhar bajaaye nakhare dikhaaye takraaye haan takraaye akhiya mile toh akhiya churaake sharmaaye aa ha sharmaaye badhake kabhi jo baiyaan pakad lu ghabraaye aa raama duhaayi ho o o o o… raama duhaayi o raama duhaayi main tang aayi pichhe mere tu kyun aaye haan kyun aaye kahaan kahaan kya chakkar chalaake uljhaaye uljhaaye dekho tujhe toh dil mera dhak se reh jaaye dhak dhak dhak dhak dhak……
na na kare bahaan kare banaake mujhe deewaana kyun dil ki lagi toh tune lagaayi kaahe duhaayi de tu raam ki aisa bhi kya hai tujhame deewaane maala kyun japu tere naam ki sapano se di kyun behlaaye behlaaye banaake batiya dil kyun aise bharmaaye aa ha bharmaaye dil ki lagi yeh dil mein kahi na reh jaaye dhak dhak dhak dhak dhak……
dil yeh loota du tujhape loota du kaise tera bharosa kya pardesi aa tu ik udata panchchi aaj yahaan hai jaane kal kahaan janam janam ka punarmilan yeh tode kisi ke tute na yahaan kyun dil churaake tadpaaye tadpaaye mujhako sataake tu bhi kahin na pachhtaaye aa ha pachhtaaye ho ke juda tujhe bhi kahin na chain aaye aa ha raama duhaayi raama duhaayi o raama duhaayi main tang aayi pichhe mere tu kyun aaye chham se tu aaye jhaanjhar bajaaye nakhare dikhaaye takraaye raama duhaayi raama duhaayi………