Shanghai

Shanghai

hindi - 1913

1. Morcha

oh ho haq se milega sabko sabko haq se milega re dekh unnati ka chakka aur jaldi chalega re har ghar mein light bhi hoga ghar-ghar mein pani bhi mauqa hai yehi ab toh aaja re aaja re aaja re aaja

2. Khudaya tu bata

rehmat khuda kar zara ik dafa dil dene ka keh zara falsafa ye naacheez ik cheez uski maange hai tujhse musafir ye dehleez maange hai tujhse khudaaya tu bata kahaan uska pata pataa kar main uske bina be pata hoon be pata be pata be pata hoon

3. Jo bheji thi dua

kise puchu hai aisa kyu bejubaan saa ye jahaan hai khushi ke pal kahaan dhundoo benishaan sa waqt bhi yahaan hai jaane kitne labon pe gile hai zindagi se kayi faasle hai base jitte hai sapne kyun aankhon me lakire jab chhoote in haathon se yun bewajah jo bheji thi duaa woh jaake aasmaan se yun takra gayi ki aa gayi hai laut ke sadaa – 2