Jo bheji thi dua

Jo bheji thi dua

Shanghai-hindi-1913

kise puchu hai aisa kyu bejubaan saa ye jahaan hai khushi ke pal kahaan dhundoo benishaan sa waqt bhi yahaan hai jaane kitne labon pe gile hai zindagi se kayi faasle hai base jitte hai sapne kyun aankhon me lakire jab chhoote in haathon se yun bewajah jo bheji thi duaa woh jaake aasmaan se yun takra gayi ki aa gayi hai laut ke sadaa – 2

saanson ne kahaan rukh mod liya koi raah nazar mein naa aaye dhadkan ne kahaan dil chhod diya kahaan chhode in jismon mein saye yahi baar baar main sochta tanha main yahaan mere saath saath chal raha hai yaado ka dhua jo bheji thi dua woh jaake aasmaan se yun takra gayi ki aa gayi hai laut ke sadaa – 2

jo bheji thi duaaaa… woh jaake aasmaan jo bheji thi duaaaa

bheji thi duaaaa – 5