Tishnagi

Tishnagi

hindi - 1913

1. Pyar ka safar hai

kaha the hum hume jana tha kaha yaha kya kho diya kya chaha kya mila in baato me hum ulajhe nahi sulajhaye bhi ye sulajhe nahi humko to hai bas itna yakin hai saath to mausam hai hasin ye pyar ka safar hai yaha dil bekhabar hai ye pyar ka safar hai kis baat ki fikar hai

2. Jhoom le let the music move your body

dhua dhua sama hosh kise yaha mausam me masti hai maza aa raha hai beheke beheke kadam mehke mehke badan halka halka sa ek nasha chha raha hai jhoom le let the music move your body jhoom le in baho me machal ja chum le you got to make it with somebody aaj tu zara chum le

3. Koi to hoga tere dil me chhupa

koi to hoga tere dil me chhupa kahi woh mai to nahi keh bhi de chupke se kano me zara aye mujhko bhi yakin milte hi mujhse muskurana woh tera kehte kehte baat ko ruk jana woh tera har ek andaz me ikrar tera mere andaz se ye pyaar hai koi to hoga tere dil me chhupa kahi woh mai to nahi keh bhi de chupke se kano me zara aaye mujhko bhi yakin

4. Badal gaya mera jaha

bas ek pal me – 3 badal gaya mera jaha bas ek pal me – 2 mai tha kaha kaha aa gaya bas ek pal me – 2 badal gaya mera jaha – 2

5. Take me to your heart

sham ke saye jab odha ke din so jata hai dil ke andhero me ek chehra jhilmilata hai kabhi woh sharmaye kabhi haske kuch kahe is dil ko churake is dil me hi rahe take me to your heart take me to your soul tujhsa nahi kuch bhi anmol

6. Ye meri tishnagi

kiski aarju hai kisko dhondhati hai meri nazar kaisa ye junoon hai kaisi bebasi hai shamo shehar aye meri zindagi tujhse koi shikayat nahi bas itna bata kab bujhegi meri tishnagi na koi kami hai na hai kisise ranjish koi yu to har khushi hai phir bhi jane kyun mai khush nahi