Tishnagi-hindi-1913
kiski aarju hai kisko dhondhati hai meri nazar kaisa ye junoon hai kaisi bebasi hai shamo shehar aye meri zindagi tujhse koi shikayat nahi bas itna bata kab bujhegi meri tishnagi na koi kami hai na hai kisise ranjish koi yu to har khushi hai phir bhi jane kyun mai khush nahi
aye meri zindagi jane kiski talash me hai sabhi bas itna bata kab bujhegi meri tishnagi ye meri tishnagi aye meri zindagi jane kiski talash me hai sabhi bas itna bata kab bujhegi meri tishnagi ye meri tishnagi
manzilon ke safar me khwahisho ki lehar me mai baha ja raha hu ye kaha ja raha hu kiski aarzu hai kisko dhondati hai meri najar kaisa ye junun hai kaisi bebasi hai shamo shehar yeh meri jindagi khudse kyun ro rahi hai bebasi bas itna bata kab bujhegi meri tishnagi ye meri jindagi tujhse koi shikayat nahi bas itna bata kab bujhegi meri tishnagi ye meri tishangi – 5