Vishwanath

Vishwanath

hindi - 1913

1. Hawa se halki hoon aaj

hawa se halki hu aaj hui jo unse mulakaat – 2 soyi nahi mai sari raat thamo re thamo mera hath re udhane lage hai jazbaat hawa se halki hu aaj hui jo unse mulakat chali re chali mai to aaj huyi jo unse mulakat soyi nahi mai sari raat thamo re thamo mera hath re udhane lage hai jazbaat

2. Bibaasha aaj karegi manmaani

bibasha aaj karegi manmani – 2 ho o hoga tamasha be tamasha chhedegi aisi kahani bibasha aaj karegi manmani – 2

3. Duniya ne mujhe

duniya ne mujhe tadpaya kismat ne mujhe uljaya mere pyar ne mujhko sataya mere yaar ne mujhko rulaya to meri janam kundali meri janam kundali dekh ke itna to batalade jogi tod ke bandhan prem deewani preetam ki kab hogi meri janam kundali dekh ke itna to batalade jogi tod ke bandhan prem deewani preetam ki kab hogi

4. Jab jab jo jo hona hai

apna dard chupana hai to geet khushi ke gana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai – 2