Wafadar

Wafadar

hindi - 1985

1. Sapno ka tu raja

sapno ka tu raja jiwan me tu aaja tera didar mila mujhko sansar mila maine gagan chhu liya sapno ki tu rani jan meri tu jani tera jo pyar mila dil ko karar mila maine tujhe pa liya ho ho

2. Ghode pe chadhna

ghode pe chadna aata nahi chad jate hai aajkal ke ladke had se badh jate hai – 2 hum jo chade chahengde lale pad jayenge samjha tune gori hai kya ghoda to ghoda hai fansi pe chad jayenge tu jo kahe dilruba ghode pe chadna aata nahi chad jate hai aajkal ke ladke had se badh jate hai

3. Ek chandan ki khusbu

ek chandan ki khusbu ek madhuban ki khusbu sabse pyari sabse nyari tere yowan ki khusbu ek pyara hai chanda ek pyara hai tara sabse nirala tej hai tera tu sabse pyara