Sapno ka tu raja

Sapno ka tu raja

Wafadar-hindi-1985

Lyricists

Music Directors

sapno ka tu raja jiwan me tu aaja tera didar mila mujhko sansar mila maine gagan chhu liya sapno ki tu rani jan meri tu jani tera jo pyar mila dil ko karar mila maine tujhe pa liya ho ho

dil ne pahne tere gahne tanhayi ban gayi sahnayi mere dil ki tu hai dhadkan jine ke armma tu le ayi mil ke tujhe sapna lage ye mera jiwan mujhe sapno ki tu rani jan meri tu jani tera jo pyar mila dil ko karar mila maine tujhe pa liya ho ho sapno ka tu raja jiwan me tu aaja

mere ho tum bhuli har gum aate hi teri mai panaho me rahti hai jyo phul par sabnam rakhunga yu tujhko baho me aasao ki kaliya khili pal pal mujhe khusiya mili sapno ki tu rani jan meri tu jani tera jo pyar mila dil ko karar mila maine tujhe pa liya ho ho sapno ka tu raja jiwan me tu aaja tera didar mila mujhko sansar mila maine gagan chhu liya ho ho