Zinda

Zinda

hindi - 2006

1. Kabhi muskurake mushkilon se

kabhi muskurake mushkilon se mil gaye kabhi hasake gam ko pi liyaa naa kal ki sochi naa kal ki thi fikar jaise mujhe jeenaa thaa maine waise hi jiyaa – 2

2. Kya main zinda hoon

chal rahi hai saanse kyun beh rahaa hai lahu kyun phir bhi kyun nahi lagtaa kyaa main zindaa hoon- 2 – 2

3. Har saans sulajh rahee thee

har saans sulajh rahee thee uljhaane ko tum aa gaye jo aag bujh rahee thee bhadkaane ko tum aa gaye – 2

4. Ye hai meri kahani khamosh jindagani

yeh hai meri kahaani khamosh jindagaani sannata keh raha hai kyun julm seh raha hai ek dastaan puraani tanhaai ki jubaani har jakham khil raha hai kuchh mujhase keh raha hai chubhate kante yadon ke daaman se chunata hu girati deewaro ke aanchal me jinda hu bass yeh meri kahaani benishaan nishaani ek darr beh raha hai kuchh mujhase keh raha hai chubhate kante yadon ke daaman se chunata hu girati deewaro ke aanchal me jinda hu bajay pyaar ki shabnam mere gulistaan me baraste rehte hain har simt maut ke saaye siyahiyo se ulajh padatee hain meree aankhein koyee nahi koyee bhi nahi jo batlaye kitni der ujaalo ki raah dekhe koyee nahi hai koyee bhi nahi na pass na durr yeh pyaar hai dil ki dharkan apni chahat ka jo ellan kiye jaati hai jindagi hai jo jiye jaati hai khun ke ghunt piye jaati hai khwaab aankhon se siye jaati hai

5. Maula muh na modana

siyahee me ghul gaya andhero me dhul gaya chhod gayee roshanee ve rabba tu na chhodan maulaa muh na modana tu mujhase muh na modana – 2 – 2

6. Zinda hu main

maut sharminda jism jaan – 2 sab zinda hain hawa kafan hain saansein dafan hain – 2 mitti mitti hain sab zinda hu main kiske liye – 3