Zinda-hindi-2006
yeh hai meri kahaani khamosh jindagaani sannata keh raha hai kyun julm seh raha hai ek dastaan puraani tanhaai ki jubaani har jakham khil raha hai kuchh mujhase keh raha hai chubhate kante yadon ke daaman se chunata hu girati deewaro ke aanchal me jinda hu bass yeh meri kahaani benishaan nishaani ek darr beh raha hai kuchh mujhase keh raha hai chubhate kante yadon ke daaman se chunata hu girati deewaro ke aanchal me jinda hu bajay pyaar ki shabnam mere gulistaan me baraste rehte hain har simt maut ke saaye siyahiyo se ulajh padatee hain meree aankhein koyee nahi koyee bhi nahi jo batlaye kitni der ujaalo ki raah dekhe koyee nahi hai koyee bhi nahi na pass na durr yeh pyaar hai dil ki dharkan apni chahat ka jo ellan kiye jaati hai jindagi hai jo jiye jaati hai khun ke ghunt piye jaati hai khwaab aankhon se siye jaati hai
abb na koyee paas hai phir bhee ehsaas hai sihayiyo mai ulajhee padee jeene ki ek aas hai yaado ka jungle yeh dil kaanto se jal-thal yeh dil chubhate kante yadon ke daaman se chunata hu girati deewaro ke aanchal me jinda hu