Bobby-hindi-1913
Singers:
Lata Mangeshkar
ae phansa mm arre arre arre uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa ae phansa uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa ae ae ae ae phansa la la la la la la la la la la la la la la la la la la yeh ek saal bachpan aur jawaani ke beech ka bada bura hota hai yeh ek saal naujawaanon ka naadaanon ka deewaanon ka yeh ek saal bachpan aur jawaani ke beech ka bada bura hota hai aashiq ka ho gaya naam badnaam hua anjaam subh-o-shaam zamaana hansa hansa hansa ae phansa uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa ae ae ae ae phansa bachaake aankh panchhi pinjra leke ud jaaye to shaayad jaan bach jaaye bachaake aankh kisi jharoke se kisi mauke se kabhi dhoke se bachaake aankh panchhi pinjra leke ud jaaye to shaayad jaan bach jaaye jeena hua dushvaar dildaar ke laga aar paar teer kisi ne kasa kasa kasa ae ae ae ae phansa uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa ae phansa yeh premrog bade bade jogi saperon ke bas mein nahin hota hai yeh premrog pyaar karte hain log marte hain kahan darrte hain yeh premrog bade bade jogi saperon ke bas mein nahin hota hai usne liya bairaag jab se bhaagke lagi aag naagnon ne jisse dansa dansa dansa ae phansa uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa