Bobby

Bobby

hindi - 1913

1. Main shayar to nahin

main shaayar to nahin – 2 magar aye hanseen jab se dekha main ne tujh ko mujh ko shaayari aa gayee – 2 mainn aashiq to nahin magar aye haseen jab se dekhaa main ne tujh ko mujh ko aashiqi aa gayee main shaayar to nahin

2. Hum tum ek kamre mein

–male– baahar se koi andar na aa sake andar se koi baahar na jaa sake socho kabhi aisa ho to kya ho – 2 hum tum ek kamre mein band ho aur chaabi kho jaaye – 2

3. Beshak mandir masjid

beshaq mandir masjid todo bulleshah ve kehta – 2 par pyaar bhara dil kabhi naa todo iss dil mein dilbar rehta jis palde mein toole mohabbat – 2 uss mein chaandi nahin tolnaaa tauba meri na dholna main ni bolna o nahin bolna jaa ve nahin bolna jaa o main nahin bolna jaa bolna main nahin bolna tauba meri na dholna main ni bolna

4. Mujhe kuchh kahna hai

mujhe kuch kehna hai mujhe bhi kuch kehna hai – 2 pehle tum pehle tum – 4 tum tum tum tum tum tum tum dekho jiss tarha lukhnow ke do nawaabon ki gaadi pehle aap pehle aap pehle aap pehle aap karte nikal gayi thi uss tarha hamaari pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum mein yeh masti bhari ruth na chali jaaye achha main kehti hoon hm aksar koi ladki is haal mein kisi ladke se solwe saal mein jo kehti hai voh mujhe kehna hai aksar koi ladka is haal mein kisi ladki se solwe saal mein jo kehta hai voh mujhe kehna hai aksar koi ladki haan aksar koi ladka haan haan aksar koi ladki is haal mein

5. Ae phansa

ae phansa mm arre arre arre uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa ae phansa uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa ae ae ae ae phansa la la la la la la la la la la la la la la la la la la yeh ek saal bachpan aur jawaani ke beech ka bada bura hota hai yeh ek saal naujawaanon ka naadaanon ka deewaanon ka yeh ek saal bachpan aur jawaani ke beech ka bada bura hota hai aashiq ka ho gaya naam badnaam hua anjaam subh-o-shaam zamaana hansa hansa hansa ae phansa uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa ae ae ae ae phansa bachaake aankh panchhi pinjra leke ud jaaye to shaayad jaan bach jaaye bachaake aankh kisi jharoke se kisi mauke se kabhi dhoke se bachaake aankh panchhi pinjra leke ud jaaye to shaayad jaan bach jaaye jeena hua dushvaar dildaar ke laga aar paar teer kisi ne kasa kasa kasa ae ae ae ae phansa uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa ae phansa yeh premrog bade bade jogi saperon ke bas mein nahin hota hai yeh premrog pyaar karte hain log marte hain kahan darrte hain yeh premrog bade bade jogi saperon ke bas mein nahin hota hai usne liya bairaag jab se bhaagke lagi aag naagnon ne jisse dansa dansa dansa ae phansa uska chhoota gharbaar sansaar jo karke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa