Bahut haseen hai tumhari aankhe

Bahut haseen hai tumhari aankhe

Aadhi Raat Ke Baad-hindi-1913

bahut haseen hai tumhari aankhe kaho to mai inse pyar kar lu bada hai dhokha teri najar me mai kis tarah aitbar kar lu bahut haseen hai tumhari aankhe kaho to mai inse pyar kar lu

ye bhini bhini hawa ki khusbu mahak hai tere hi tan badan ki – 2

tum bhar ke bolo satak na jaye koi naweli chameli kamal me meri kali tum meri kali tum agar kaho to mai jindagi ko bahar kar lu bada hai dhokha hai teri najar me mai kis tarah aitbar kar lu

hazar bate hai aisi dil me jo ruk gayi hai juba pe aake – 2

jo bat lab pe machal rahi hai wo aaj kah du najar mila ke kisi ki hoke kisi ki hoke jan khoke mai dil ko kyu bekarar kar lu bahut haseen hai tumhari aankhe kaho to mai inse pyar kar lu

gino na ab dhadkane hamari na aur lo imtiha hamara – 2

ise na samjho tum aazmaye yahi to ulfar ka hai ishara agar ye sach hai agar ye sach hai to marte dam tak mai aapka intzar kar lu bada hai dhokha hai teri najar me mai kis tarah aitbar kar lu bahut haseen hai tumhari aankhe kaho to mai inse pyar kar lu