Aadhi Raat Ke Baad

Aadhi Raat Ke Baad

hindi - 1913

1. Kafir nazar takrai

kafir nazar takrayi dil ki huyi ruswayi huyi aankhon ki khata par dil ne saza payi – 2 kafir nazar takrayi

2. Badi rangin hai rango ki ye sham

badi rangin hai rango ki ye sham – 2 najar bhar dekh lo jannat hai isi ka naam badi rangin hai rango ki ye sham

3. Bahut haseen hai tumhari aankhe

bahut haseen hai tumhari aankhe kaho to mai inse pyar kar lu bada hai dhokha teri najar me mai kis tarah aitbar kar lu bahut haseen hai tumhari aankhe kaho to mai inse pyar kar lu

4. Mera dil baharo ka

mera dil baharo ka wo phool hai – 2 jise gulsita ki najar lag gayi kisi ne jalaya nahi ye chaman ise bagba ki najar lag gayi

5. O gori tori banki

haye haye ram o gori tori banki – 2

6. Mukhde pe tere bijli ki chamak

mukhde pe tere bijli ki chamak julfo ki ghata lahrati hai chal tham ke jara – 2 aye shola badan meri jan nikalti jati hai chal tham ke jara