Supari-hindi-1913
Lyricists:
Vishal Dadlani
tujhe chand chahiye to chand dunga jaan chahiye to jaan bhi dunga pyaar chahiye to pyaar dunga mai dil ka karar tujhko mai hi dunga tere paas paas mai rahunga pyaar chahiye to pyaar dunga mai teri dhadkano me raaho me teri thandi thandi aaho me teri behki behki saaso me mai rahunga tujhe chand chahiye to chand dunga jaan chahiye to jaan bhi dunga pyaar dunga mai
ek pyaas hai ehsas hai sawal hai jawab ki talash hai ab ke liye ab jeene do mujhe zindagi ko peene do maut se milkar ye dil ab chikhta hai jeene ko jaan me raaho na baaho me tere sapno me khwabo me tere dil ke kuch khayalo me mai rahunga tujhe chand chahiye to chand dunga jaan chahiye to jaan bhi dunga pyaar dunga mai
do dilon hai is jaha se dard aaya ye kaha se bhul bhi jao paas aao aao na keh sake na aaj tak jo mujhse tum woh baat kehdo na chupao maan jao aao na mujhko dil ka haal tum sunao na tere din me teri raato me tere mann me teri bato me tere pyaar ki saugato me mai rahungi tujhe saath chahiye tujhe saath chahiye mai saath dungi
tujhe chand chahiye to chand dunga jaan chahiye to jaan bhi dunga pyaar chahiye to pyaar dunga mai dil ka karar tujhko mai hi dunga tere paas paas mai rahunga pyaar chahiye to pyaar dunga mai teri dhadkano me raaho me teri thandi thandi aaho me teri behki behki saaso me mai rahunga tujhe chand chahiye to chand dunga jaan chahiye to jaan bhi dunga pyaar chahiye to pyaar dunga mai tujhe chand chahiye to chand dunga jaan chahiye to jaan bhi dunga tujhe chand chahiye to chand dunga