Supari

Supari

hindi - 1913

1. Ek saans aur ek saans kam

ek saans aur ek saans kum ek saans mein beete janam ek saans bas ek saans hum ek saans aur ek saans kum ho kya kar diya kya ho gya ek saans aur ek saans kum ho kya kar diya kya ho gya kaise kaha tu khogaya ek saans aur ek saans kum ek saans mein beete janam ek saans bas ek saans hum ek saans aur ek saans kum

2. Chaha me chaha bas tujhi ko

chaha me chaha bas tujhi ko maine chaha tujhko chahkar hi zindagi ko maine chaha badal ne gagan ko phul ne chaman ko chaha jise mere dil ne sanam tere mann ko chaha – 2 chaha me chaha

3. Ye hai bombay town

har andhere ke peeche ek savera yaha har savere ke peeche ek andhera yaha hai samandar kinare sehar yu to basa khud bhi jaise samandar sehar hai lag raha sehar hai ek samandar jaise halat ka sehar hai ek samandar kitne jasbat ka aasuonki hai mauje mushkilo ke bhawar jo nahi teer paya rehgaya doob kar tufani sehar hai har pal ek laher hai amrit hai zehar hai maut bhi de jivan bhi de hey ye hai bombay town – 4

4. Mai bombay bagiya kaa bhawra

mai bombay bagiya kaa bhawra kuchh hara kuchh pila – 2 toh pilana mai bombay bagiya kaa bhawra – 2 kuchh hara kuchh pila – 2 dsp black label jonny walker red label scotch whiskey jim rum glass me gholo sab ghum thoda thanda thoda gila – 2 ice cube dalna

5. Chand chahiye to chand dunga

tujhe chand chahiye to chand dunga jaan chahiye to jaan bhi dunga pyaar chahiye to pyaar dunga mai dil ka karar tujhko mai hi dunga tere paas paas mai rahunga pyaar chahiye to pyaar dunga mai teri dhadkano me raaho me teri thandi thandi aaho me teri behki behki saaso me mai rahunga tujhe chand chahiye to chand dunga jaan chahiye to jaan bhi dunga pyaar dunga mai

6. Tere ishq me jag chuta re

teri masti me mastana pagalpan se bhi diwana hua hai duniya chhodi bandhan tode is dilki ab tu hi bas tu dua hai tere ishq me tere ishq me jag chuta re tere ishq me tere ishq me dil tuta re dil tuta re