Vivah-hindi-1913
do anjaane ajnabi chale bandhane bandhan haay re dil mein hai ye uljhan milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milakar kyaa bole nayi umamg nayi khushi mehak uthaa hai aangan haay re ghar aaye man bhaavan milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milkar kyaa bole
baichaini betaabi aaj mujhe ye kaisi aaj hai jo peheli na thi dil ki haalat aisi ankhon ko usika intajar hai unhike liye ye roop shrigaar hai dekhi hai taszir hi aaj milenge darshan haay re badh ne lagi hai ulzan milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milkar kyaa bole
roop ki raani aayi hai jaise gaganse utarake mere liye kyaa mere liye aise sajake savarake sabse chupaake idhar udhar se mujhako hi dekhe chor najarase baat labon par hai ruki tejh dilon ki dhadakan haay re kal ke sajani saajan milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milkar kyaa bole