Vivah

Vivah

hindi - 1913

1. Do anjaane ajnabi

do anjaane ajnabi chale bandhane bandhan haay re dil mein hai ye uljhan milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milakar kyaa bole nayi umamg nayi khushi mehak uthaa hai aangan haay re ghar aaye man bhaavan milkar kyaa bole kyaa bole kyaa bole re milkar kyaa bole

2. Kal jisne janam yaha paya

kal jisne janam yaha paya kal jisko zulene zulaya – 2 najdik sulaya godi me uthaya kandhe pe ghumaya jise chalna sikhaya kya ye wohi ladka hai – 4

3. Radhe krishna ki jyoti aloukik

radhe krishna ki jyoti alaukik tino lok me chhaye rahi hai bhakti vivash ek prem pujarin phir bhi deep jalaye rahi hai krishna ko gokul se radhe ko – 2 barsane se bulaye rahi hai dono karo swikar kripa kar jogan aarti gaye rahi hai – 2 bhor bhaye ti sanj dhale tak seva kaun itne mahamaro snan karaye wo vastra odhaye vo bhog lagaye wo lagat pyaro kabse niharat aapki aur – 2 ki aap hamari aur niharo radhe krishna hamare dham ko jani vrindawan dham padharo – 2

4. O jiji kya kehke unko bulaoge

o jiji kya kehke unko bulaoge dulha banke jo aayenge o jiji bolo to kya kehke unko bulaoge dulha banke jo aayenge a-ji o-ji hum na kahenge hum to isharo me baate karenge – 2 sab jaise apne unko bulate hai waise hum na bulayenge o chhoti

5. Jai gauri maa

jai jai jai giriraaj kishori jai maheshmukh chadrachakori jai gauri maa teri jai ho gauri maa amar suhaagan jai devi maa

6. Mujhe haq hai

mujhe haq hai

7. Milan abhi aadha adhura hai

har ko jit banaakar badee sachchai se premane dil pe woh chahat kaa asar dala hai aaj inkaar kee surat hee nahee hai koi har hee roka nahee phulo kee jaymala hai