Supari-hindi-1913
Lyricists:
Vishal Dadlani
Singers:
Sukhwinder Singh
ek saans aur ek saans kum ek saans mein beete janam ek saans bas ek saans hum ek saans aur ek saans kum ho kya kar diya kya ho gya ek saans aur ek saans kum ho kya kar diya kya ho gya kaise kaha tu khogaya ek saans aur ek saans kum ek saans mein beete janam ek saans bas ek saans hum ek saans aur ek saans kum
ho dil ke tute jaane jate waqt lagta hi nahin ek khushi ka ghar banate beet jaye zindagi khud mein khoya aaj tak tha aaj khudko paa liya khudse milke maine poocha tune kisko kya diya kya kardiya kya kardiya kab khogaya insaan tha kya hogaya ek saans aur ek saans kum ek saans mein beete janam
zindagi ko jeete jeete beete beete apne ghum saans aur ehsaas kitne khodiye kitne janam hai jahan pe tujhko jaana saath kya le jaayega pyaar ko manzil banale tu khuda ko payega mil jayega mil jayega jo kho diya pathar tha tu kab rodiya ek saans aur ek saans kum ek saans mein beete janam ek saans bas ek saans hum ek saans aur ek saans kum – 2