insaf kar o aasma o aasma – 2 ek taraf tanha mohabbat – 2 ek taraf sara jahan o aasma insaf kar o aasma o aasma

aasre barbad kar dhale hai tune sangdil o sangdil – 2 kon hai kisko sunaye – 2 apne gham ki dastan o aasman insaf kar o aasma o aasma

sari duniya hame bas tujhko hi dekhe najar o kam najar – 2 kisliye tune mitaya – 2 pyar ka namonishan o aasman insaf kar o aasma o aasma