Aladdin Aur Jadui Chirag

Aladdin Aur Jadui Chirag

hindi - 1913

1. Hai naam mera ramzani

mai jaha bhi gaya phul wala hua sabse nirala hai mera chirag jab ye ghar me jale aisa pyara lage jaise sahra me phulo ka bhag iski nishani jalti jawani hai jawani hai jawani hai jwani he tadir hu ramzani hai naam mera ramzani tala le ker pigla dena sauda hai sultani yaro soda hai sultani

2. Insaf kar o aasma

insaf kar o aasma o aasma – 2 ek taraf tanha mohabbat – 2 ek taraf sara jahan o aasma insaf kar o aasma o aasma

3. Ho sake to dil ke badle dil

ho sake to dil ke badle dil inayat kijiye keh rahi hai har najar hamse mohabbat kijiye – 2 sarbati aankho se nagme – 2 ched do barsat ke – 2 dubh jayenge nigaho me sitare raat ke – 2 ho chuka hona tha jo – 2 an hamko ruksat kijiye keh rahi hai har najar hamse mohabbat kijiye – 2 ho sake to dil ke badle dil inayat kijiye – 2 hamse inayat kijiye

4. Sharma ke zzara ye mast ada

sharma ke zara ye mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya – 2 palko ki bana ki dori dori dil kisko pukare chori chori chehre hita julfo ki ghata surat to dikha gori gori – 2 surat to dikha ye mast hawa itna to bata dil tune ye kisko diya