Lyricists:

 Anand Bakshi

kafir nazar takrayi dil ki huyi ruswayi huyi aankhon ki khata par dil ne saza payi – 2 kafir nazar takrayi

na wahshat na junoon tha ye pehle to na yoon tha – 2

hamare dil ka aalam bada hi pur sukoon tha ghazab ho gaya chilman tumne sarkayi kafir nazar takrayi dil ki huyi ruswayi huyi aankhon ki khata par dil ne saza payi kafir nazar takrayi

duhayi hai khudaya ye achha naam paya – 2

ke logon ne hamaara tarruf yoon karaya udhar dekhiye wo baithe hain saudayi kafir nazar takrayi dil ki huyi ruswayi huyi aankhon ki khata par dil ne saza payi kafir nazar takrayi

ye charcha aam hoga sawere sham hoga – 2

zamane ke labon par hamara naam hoga lagi dhoondhne ham ghar se nikal jaye

kafir nazar takrayi dil ki huyi ruswayi huyi aankhon ki khata par dil ne sazaa paayi – 2 kafir nazar takrayi