Lyricists:
Amitabh Bhattacharya
Music Directors:
Amit Trivedi
sabra ki cheeni se turr hai purana ho toh behtar hai gazab ki zaat muraba chakh le re bhaiya ke jitne mausam dekhein ho lalak utni hi bhiitar hai har ek juzbaat muraba rakh le re bhaiya
muraba muraba haan re bhaiya hai bilbi muraba haan re bhaiya muraba muraba hai bilbi muraba suniyo re badha hi ajooba fasana hai rakh le rakh le re – 2
ho aaj maana dukaano mein ho aaj maana dukaano mein kaanch ke murtabaanon mein kaid hai yeh rakha har kisi ki rasoi mein isne umeed sokhi thi hai tabhi bann saka hoiske zariye hi jaana hai meetha meetha sa hota hai zayaka dard ka zubaan ko khulke baaton ne zubaan ko khulke bolega patey ki baat muraba chakh le re bhaiya ke jitne mausam dekhein ho lalak utni hi bhiitar hai har ek juzbaat muraba rakh le re bhaiya
muraba muraba haan re bhaiya hai bilbi muraba haan re bhaiya muraba muraba hai bilbi muraba suniyo re badha hi ajooba fasana hai laaya hai khyaalon mein lakh muraba yaadon mein raho toh jaanien jeevan ka surmaya hai sakh muraba hey jo bhi bhooje wahi jaane suniyo re ajooba badha hi fasana hai