Bombay Talkies

Bombay Talkies

hindi - 1913

1. Muraba

sabra ki cheeni se turr hai purana ho toh behtar hai gazab ki zaat muraba chakh le re bhaiya ke jitne mausam dekhein ho lalak utni hi bhiitar hai har ek juzbaat muraba rakh le re bhaiya

2. Bombay talkies mixed

jeena yahaan marna yahaan iske siwa jana kahaan aray hum hain wahin hum the jahaan dil ke chedhega taar sun lo dekhenge baar baar sun lo jo film na ho yaar sun lo toh jeena ho bekaar sun lo bombay talkies haan bombay talkies haan bombay talkies haan bombay talkies

3. Murabba

sabra ki meethi chashni mein bhigoke waqt khada hai martabaan mein leke le chakh le yeh murabba – 2 dil mein rakh le yeh murabba dil mein rakh le rakh le yeh murabba

4. Bombay talkies

bombay talkies haan bombay talkies apna cinema haan bombay talkies sapnon ki taksaal hai yeh duniya bemisaal hai sab kehte maya jaal hai yeh jo bhi hai kamaal hai jo film na ho yaar sun lo toh jeena ho bekaar sun lo har dil ki dhadkan hai apna bombay talkies