Diljale-hindi-1913
aah ha ha ha aah ha ha – 3 aah ha ha aah ha ha…… sham hai dhuan dhuan -2 oh sham hai dhuan dhuan jism ka ruwan ruwan uljhee uljhee sanso se behakee behakee dhadkan se keh raha hai aarju kee dastan oh sham hai dhuan dhuan sham hai dhuan dhuan
aarju jhut hai kahanee hai aarju ka fareb khana nahee khush jo rehna ho jindagee me tumhe dil kisee se kabhee lagana nahee
mere dil peh jo likha hai woh tumhara nam hai meree har najar me jana tumko salam hai mujhko tumse pyar hai -3 pyar hai pyar hai gunjte hai mere pyar se yeh jamin aasman ho sham hai dhuan dhuan hai sham hai dhuan dhuan
kyun banatee ho tum ret ke yeh mahal jinko ek roj khud hee mitaogee tum aaj kehtee ho iss diljale se pyar hai tumhe kal mera nam tak bhul jaogee tum
tumhe kyun yakin nahee hai ke mai pyar me hu gum ho mere khwabo me tum hee ho mere dil me tum hee tum mujhko tumse pyar hai -3 ha pyar hai hmm pyar hai pyar me nisar ho gaye mere jism aur jan sham hai dhuan dhuan jism ka ruwan ruwan uljhee uljhee sanso se behakee behakee dhadkan se keh raha hai aarju kee dastan oh sham hai dhuan dhuan he sham hai dhuan dhuan
ek pal me jo aakar gujar jata hai yeh hawa ka woh jhonka hai aur kuchh nahee pyar kehtee hai yeh saree duniya jisse ek rangin dhoka hai aur kuchh nahee