Diljale

Diljale

hindi - 1913

1. Ho naheen sakata

ho naheen sakataa ho naheen sakataa ho naheen sakataa ho naheen sakataa kisee ke ishk mein khud ko mitaa loo ho naheen sakataa kisee kee yaad mein neende udaa loo ho naheen sakataa mere khwaabon mein jo ladakee hain sachamuch ho naheen sakatee kisee ko bhee main khwaabon mein basaa loo ho naheen sakataa

2. Sham hai dhuan dhuan

aah ha ha ha aah ha ha – 3 aah ha ha aah ha ha…… sham hai dhuan dhuan -2 oh sham hai dhuan dhuan jism ka ruwan ruwan uljhee uljhee sanso se behakee behakee dhadkan se keh raha hai aarju kee dastan oh sham hai dhuan dhuan sham hai dhuan dhuan

3. Jiske aane se rango me dub gayee

jiske aane se rango me dub gayee hain sham soch raha hoo kisase puchhu us ladkee ka nam

4. Mera mulk mera desh

sham tujhe patta hai tere babuji ko pyaar ka pegaab bhejana he nahi aaya kya kehati ho shamu ko maa aur kya aap ko jab bhi pyaar jatana hotata hindustaan ka zenda bhej dete the haa janati ho janati ho babuji ne sab jada pyaar kisase kiya hai iss mulk se iss desh se

5. Ek baat main apne dil

ek baat mein apne dil main liye kya jane kab se phirta hoo ab tum hi batado ye mujhko wo baat main tumse kise kahu jo mujh ko tumse kahani hai ye baat agar wo hai ki jise sunte he pigal jate hai dil ye baat agar wo hai ki jise sunte hee mile khoi manjil wo mujko tumse sunni hai