Aladdin Aur Jadui Chirag-hindi-1913
sharma ke zara ye mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya – 2 palko ki bana ki dori dori dil kisko pukare chori chori chehre hita julfo ki ghata surat to dikha gori gori – 2 surat to dikha ye mast hawa itna to bata dil tune ye kisko diya
hai jinki jawani shole shole andaz bade hai bhole bhole ham unpe jiye ham unpe mare najro ne kaha holle holle – 2 najro kaha duniya se juda hai pyar mera dil hamne hai jisko diya sharma ke zara ye mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya
tere husn ko dekhe tora tora tujhe chand mila hai pyara pyara jisne bhi tera didar kiya vo dil apna hara hara didar tera ye mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya sharma ke zara ye mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya
badal hai khushi chaye chaye hasne ke jamane aaye aaye vo shokh najar ulfat ka maja laye laye – 2 ulfat ka naja duniya se juda dil hamne hai jisko diya sharma ke zara ye mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya