Swades-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
yunhi chala chal raahi – 2 kitni haseen hai ye duniya phul saare jamele dekh phulon ke mele badi rangeen hai duniya rum tum taana na nak tum tum taana na – 3 bhaiya ye raasta hai keh raha ab mujhse milne ko hai koyi kahin ab tujhse – 2
dil ko hai kyun ye betaabi kis se mulaaqaat honi hai jis ka kabse armaan tha shaayad wahi baat honi hai yunhi chala chal raahi – 2 jeevan gaadi hai samay paiya aansoon ki nadiya bhi hai khushiyon ki bagiya bhi hai rasta sab tera takke bhaiya yunhi chala chal raahi – 2 kitni haseen hai ye duniya phul saare jamele dekh phulon ke mele badi rangeen hai duniya
dekho jidhar bhi in raahon mein rang pighalte hain nihaagon mein thhandi hawa hai thhandi chhaaon hai door woh jaane kiska gaaon hai baadal ye kaisa chhaaya dil ye kahaan le aaya sapna ye kya dikhlaaya hai mujhko
har sapna sach lage jo prem agan jale jo raah tu chale apne mann ki – 2 yunhi chala chal raahi – 2 kitni haseen hai ye duniya phul saare chamele dekh phulon ke mele badi rangeen hai duniya mann apne ko kuch aise halka paaye jaise kandho pe rakha boj hat jaaye jaise bhola sa bachpan phirse aaye jaise barson mein koyi ganga nahaaye – 2
khul sa gaya hai ye mann khul sa gaya har bandhan jeevan ab lagta hai paawan mujhko jeevan mein preet hai honton pe geet hai bas yehi jeet hai sun le raahi tu jis disha bhi jaa tu pyaar hi loota tu deep hi jala sun le raahi
yunhi chala chal raahi – 2 kaun ye mujhko pukaare nadiya pahaad jheel aur jharne jangal aur waadi in mein hai kiske ishaare yunhi chala chal raahi – 2 kitni haseen hai ye duniya phul saare jamele dekh phulon ke mele badi rangeen hai duniya
ye raasta hai keh raha ab mujhse milne ko hai koyi kahin ab tujhse rum tum taana na nak tum tum taana na – 3
sargum
yunhi chala chal raahi sa ni sa sa sa ni sa sa kitni haseen hai ye duniya