1. Yun hi chala chal
yunhi chala chal raahi – 2 kitni haseen hai ye duniya phul saare jamele dekh phulon ke mele badi rangeen hai duniya rum tum taana na nak tum tum taana na – 3 bhaiya ye raasta hai keh raha ab mujhse milne ko hai koyi kahin ab tujhse – 22. Dekho na zara
umm hmm dekho na zara dekho na tum ho mai hu aur ye tanhaiya hai dekho na zara dekho na kaisi narm si ye parchhaiya hai suno zara suno zara dhadkano ki sada suno zara suno zara geet khamoshi ka suno zara suno zara kehti hai raat kya3. Yeh jo des hai tera
ye jo des hai tera swades hai tera tujhe hai pukaara ye woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta ye jo des hai tera swades hai tera tujhe hai pukaara ye woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta4. Yeh tara woh tara
ye taara woh taara har taara – 2 dekho jisse bhi lage pyaara ye taara woh taara har taara ye sab saath mein jo hai raat mein toh jagmagaaya aasmaan saara ye sab saath mein jo hai raat mein toh jagmagaaya aasmaan saara jagmag taare do taare lo taare sau taare jagmag saare har taara hai sharaara5. Pal pal hai bhari
pal pal hai bhaari woh bipta haiyaai mohe bachaane ab aao raghu-raayi aao raghuveer aao raghupati raam aao more mann ke swaami more shri raam aao raam raam japti hoon sun lo meri raam aao raam raam jhapti hoon sun lo meri raam ji baje satya ka danka jale paap ki lanka issi shan tum aao mukt karaao sun bhi lo ab meri duhaai pal pal hai bhaari woh bipta haiyaai mohe bachaane ab aao raghu-raayi6. Aahista aahista
aahista aahista aahista aahista nindiya tu aa in do nainon mein halke se holle se kuch sapne bhole se nindiya tu laa in do nainon mein ho bahe soyi soyi jaise saari hawaayein sama bhi hai soya soya sa nindiya re nindiya re tu mere angna re aaja re in jhukti palkon pe chhaa jaa re aahista aahista aahista aahista nindiya tu aa hmm hmm hmm